*-*-*-*-*-*-
Santa- "Aji, jaldi chalkar mere ghar ka beema kar lo|"
Company waala- "Thero, aadhe ghante baad calenge|"
Santa- "
*-*-*-*-*-*-
Master- "Ladko, garmi me cheeje badh jaati hai|
Ladka- "Garmiyo me hamari chuttiya do mahine
ki aur sardiyo me das din ki rah jaati hai|"
*-*-*-*-*-*-
Doctor- "Kal dawaai pi li thi?"
Doctor- "Mera matlab hai ki tumne dawaa pi li thi ki nahi?"
Mareej- "Ji, aapne jo sheeshee di thi, us par likha
tha ki daat sadaiv band rakhe|"
*-*-*-*-*-*-
Daakuo ne ek aadmi ko pakadkar kaha- "Ya to jaan
do ya rupya, jo bhi tumhaare paas hai|"
lo, rupya to
*-*-*-*-*-*-
*-*-*-*-*-*-
Ek Magistrate mukadme ke vishay me soch rahe
the, unki putri ne kaha- "Ab diwali par kya doge?"
Magistrate saahab jaldi se bol uthe-
"Teen mahine ki sakht kaid ki saja|"
*-*-*-*-*-*-
Santa- "In sardiyo me keval do baar garm paani se nahaya hoon|"
Banta- "Baaki sab din thande paani se nahaye ho kya?"
Santa- "Are nahi, baaki din to mai nahaya hi nahi|"
*-*-*-*-*-*-
Pita- "Beta, vidhvaan manushya kehte hai
ki manushya bandar ki santaan hai|"
*-*-*-*-*-*-
Sohan- "Bhai, mujhe ujaale me nahi dikhta, kya karoon?"
*-*-*-*-*-*-
*-*-*-*-*-*-
Ek naayi ne, jo bahut tej dhaar waale ustare
se shave kar raha tha, graahak se poocha- "Aap kitne bhai hai?"
Graahak- "Tumhare ustare se bach
*-*-*-*-*-*-
Santa- "Mai jaasusi upanyaas likh raha hoon|"
Banta- "Lekin use prakaashit kaun karega?"
Santa- "Yah to jaasus hi pata lagayega|"
*-*-*-*-*-*-
Santa- "Aapki shirt ke kone par yah gaanth kaisi bandhi hai?"
Banta- "Patni ka patra post karne ki yaad bani rahe isliye|"
Santa- "To aapne vah patra post kar diya?"
Banta- "Nahi, meri patni vah patra mujhe dena hi bhool gayi|"
*-*-*-*-*-*-
Premika- "Priy, tum kal kitni machli maarkar laye the?"
Premi- "Paanch machliya, kyo, aaj bhi machli khaane
Premika- "Nahi, darahsal machli waala machliyo ke
*-*-*-*-*-*-
*-*-*-*-*-*-
Patni- "Mai kab sabse jyaada achi lagti hoon?"
Pati- "Jis samay tum maayke me rehti ho|"
*-*-*-*-*-*-
Seeta- "Mai kabhi sahi umra kisi ko nahi batati|"
Geeta- "Kabhi galti se bhi nahi|"
Geeta- "Kabhi anjaane me bhi nahi?"
Seeta- "Gat chaalees varsho se jo baat
bhi kaise prakat kar sakti hoon?"
*-*-*-*-*-*-
Ek baar ek dehaati Doctor se ek mareej ne sardi ki dawa maangi|
Doctor- "Ghar jaakar thande paani se
Mareej- "Isse to nimoniya ho jayega|"
Doctor- "Mai nimoniya ka ilaaj jaanta hoon,
sardi ka ilaaj mujhe nahi maaloom|"
*-*-*-*-*-*-
Ek ladki ne apne vivaah ke avsar par puraane premi
ko nimantran-patra bheja| Jawab me premi ne badhai
ka taar diya- "Ishwar kare, yah shubh din baar-baar aaye|"
*-*-*-*-*-*-
*-*-*-*-*-*-
Premika- "Mai daave se kah sakti hoon ki stree aur
purush ki beemaariya alag-alag hoti hai|"
Premika- "Tumne kisi lady doctor ko purush ka
*-*-*-*-*-*-
Judge- "Tumne ek nai kapade ka suitcase kyo churaya?"
Chor- "Hujoor, phate-puraane kapade
pehankar shehar me ghoomte sharm aati hai|"
*-*-*-*-*-*-
Doctor- "Jis samay aapko sardi lagi, aapke daant
Boodha mareej- "Yah kehna to mushkil hai|"
Mareej- "Us raat daant gusalkhaane me rakhe the|"
*-*-*-*-*-*-
Ek aurat- "Doctor saahab! Aap mujhe aisi jagah sui
lagaye ki mere pati tak ko uske nishaan ka pata na chale|"
Doctor- "Thik hai... to phir jeebh baahar nikaaliye|"
*-*-*-*-*-*-
*-*-*-*-*-*-
Premika- "Chalo priy, baazaar se saadi le aate hai|"
Premika- "Kal tum keh rahe the ki tumhare paas
roomaal nahi hai| Baazaar chalte hai aur ek saadi
le aate hai, kyoki ek saadi ke saath ek roomaal muft hai|"
*-*-*-*-*-*-
Premika- "Priy, tum aankho ka doctor banna pasand
Premi- "Aankh to do hi hoti hai jabki daant battees hote hai|"
*-*-*-*-*-*-
Premika ko gaane ka shauk tha|
Premika- "Priy, kya meri aawaaj kisi kaam aa sakti hai?"
Premi- "Kyo nahi, shehar ke logo ko hawai hamle
se saavdhaan karne ke kaam me aa sakti hai|"
*-*-*-*-*-*-
Doctor- "Aapko badhajmi ho gai hai| Roj subah
uthkar aap ek glass garm paani piya kijiye|"
Mareej- "Mai to kayi mahino se garm paani peeta aa
raha hoon doctor, parantu meri patni use chaye kehti hai|"
*-*-*-*-*-*-
*-*-*-*-*-*-
Premika- "Mai tumse vivaah nahi kar sakti|"
Premi- "Vivaah ko maaro goli| Prem to kar sakti ho?"
Premika- "Avashya kar sakti hoon...|"
*-*-*-*-*-*-
Shaadi ke teesre din patni ke mann me icha huyi ki
naukri karni chahiye, to vah pati se boli-
"Maine B.A. paas kiya hai, agar naukri karoon,
to aapko koi etraaj to na hoga?"
Pati- "Tum bhi kamaal karti ho| Issi umeed par
to
*-*-*-*-*-*-
Maalik- "Anil, kya tum yah samajhte ho ki mai paagal hoon?"
Anil- "
bhai saahab? Abhi to aapne mujhe
*-*-*-*-*-*-
Rogi- "Vaidhji! Mai har baat sheeghra bhool jaata hoon|"
Vaidh- "To meri fees mujhe pehle de do,
*-*-*-*-*-*-
*-*-*-*-*-*-
Naukar- "Dekhiye maalik, aap meri tankhvaah badha
Naukar aankho me paani bharkar, sir jhukakar,
aankhen neechi karke- "Mujhe issi tankhvaah par
*-*-*-*-*-*-
Kavi sammelan me ek bheemkaay kuroop kavi geet padh rahe the|
Pehli pankti thi- "Tumne kyo mangvai meri tasveer?"
Kone se ek shrota ki aawaaj aayi- "Bacho ko daraane ke liye|"
*-*-*-*-*-*-
Premi- "Dear, kal
Premika- "Kis tarah khaatma kiya?"
*-*-*-*-*-*-
Ek baar interview me ek ladki se poocha
"Ek aur ek ko tum kis tarah milaogi ki do se adhik bane?"
*-*-*-*-*-*-
*-*-*-*-*-*-
Master- "Jinki janam-tithi san 1956 ki hai,
Shishya- "Pehle yah bataiye ki vah stree hai ya purush?"
*-*-*-*-*-*-
Patni- "Dekho ji, tumhara dost jis ladki se shaadi
karna chahta hai, vah ladki achi nahi hai,
apne dost ko mana kyo nahi karte?"
Pati- "Mai kyo mana karoon, usne bhi mujhe mana
*-*-*-*-*-*-
Premi- "Darling, batao, tumhe ek saadi doon ya
Premika- "
*-*-*-*-*-*-
Graahak- "Mai is photo ko bilkul pasand nahi karta,
kyoki mai is photo me bilkul bandar jaisa dikhai de raha hoon|"
Photographer- "
*-*-*-*-*-*-
*-*-*-*-*-*-
Aatmahatya ke liye rail ki pattri par lete vyakti se
ramesh ne poocha- "Bhale aadmi, yaha kyo lete ho?"
Vyakti- "Mai marne ke liye aaya hoon|"
Ramesh- "Acha, to ye rotiya saath me kyo laaye ho?"
Vyakti- "Ho sakta hai, gaadi late ho|"
*-*-*-*-*-*-
Premi- "Kya tum apni bewakoofi ka sabse bada
Premika- "Tumse pyaar kar liya, yahi kya
*-*-*-*-*-*-
Judge- "Tumne chat todkar chori kyo ki?"
Chor- "Isliye ki darwaaje par chaukidaar baitha tha|"
*-*-*-*-*-*-
Premika- "Purusho dwaara naari ko 'abla' kehna
Premi- "Thik hai, yadi bhavishya me 'bala' kaha
jaaye to tumhe aapatti to nahi hogi?"
*-*-*-*-*-*-
No comments:
Post a Comment