*-*-*-*-*-*-
Baap- "Andhera hone se pehle ghar aa jaana|"
Beti- "Lekin papa, ab mai bachi nahi hu|"
Baap- "Mujhe maaloom hai| isliye mai tumhe keh
raha hu ki andhera hone se pehle ghar aa jaana|"
*-*-*-*-*-*-
Santa- "Kuwara hone se jyaada buri baat
Banta- "Kuware ka ladka hona|"
*-*-*-*-*-*-
Santa- "Meri patni bahut jhooth bolti hai| kal teen
ghante ghar se gaayab rahi| vapsi par mujhe bataya ki
vah apni saheli geeta ke saath film dekhne gayi thi|"
Banta- "Magar tumhe kaise pata chala ki vah
Santa- "Us samay geeta ke saath mai film dekh raha tha|"
*-*-*-*-*-*-
Premi- "Mai tumse pyaar karta hu salma|"
Premika- "Meri ammi is pyaar-mohabbat ko thik
Premi- "Are gajab khuda ka... mai tumhari ammi
*-*-*-*-*-*-
Ek paadri ne ek sunder yuvti se kaha- "Raat mai
poore teen ghante tak tumhaare liye dua karta raha|"
Yuvti- "Aapne bekaar itna kasht uthaaya| Agar
aap dua ki jagah mujhe phone bhi kar dete to mai
paanch minute me aapke paas pahunch jaati|"
*-*-*-*-*-*-
Ramesh- "Aajkal to har cheej ki kifaayat ho rahi hai|"
Ramesh- "Hamaare pados me ek dropadi aunty rehti
hai, magar unka ek hi pati hai|"
*-*-*-*-*-*-
Kabaadi- "Bahanji, puraana ya raddi maal hai kya?"
Gruhni- "Ve baahar gaye hai| Lautkar aaye tab aana|"
*-*-*-*-*-*-
Seeta- "Aaj mere pati ka janamdin hai, samajh me
nahi aa raha hai ki unhe kya uphaar du?"
Geeta- "Uphaar apni pasand ka dena chahti ho
Seeta- "Unki pasand ka| Aakhir unka janamdin hai|"
*-*-*-*-*-*-
Pita- "To ab tum samajh gaye ki Raja aur Raashtrapati me kya antar hai?"
Putra- "Haa pitaji| Raja to apne mann ka maalik
hai aur Raashtrapati nahi hai|"
*-*-*-*-*-*-
Pita- "Tum hi vah bahadur naujavaan ho, jisne mere
ladke ko nadi me doobne se bachaya tha?"
Naujavaan- "Ji haan, lekin isme fikra ki kya baat hai?"
Pita- "Fikra ki baat kaise nahi hai?
*-*-*-*-*-*-
Police- "Jab mai paida hua tha to Military waalo ne
Chor- "Kamaal hai! Sabka nishaana chook
*-*-*-*-*-*-
Fire brigade kaaryalay me Netaji ka phone aaya
Netaji- "Jaldi aaye! Hamari party ke daftar me
Fire brigade waale ravaana hone hi lage the ki unhi
Netaji ka phir phone aaya- "Jaldi aane ki koi jarurat
nahi| Jab ji chahe, aaye|
*-*-*-*-*-*-
Ek aadmi ki patni mar gayi| Shavdaah ke dauraan patni ka
hua to vah uske paas pahucha aur saantvanapurna swar me bola-
"Hausla rakho bhai| Mai jaldi hi doosri shaadi kar lunga|"
*-*-*-*-*-*-
Ticket checker- "Haan, bhai saahab, aapka ticket?"
Yaatri- "Ye lijiye do ticket|"
Checker- "Aapke saath aur kaun hai?"
Yaatri- "Saahab, mai bilkul akela hoon|"
Checker- "To phir yah doosra ticket kiske liye hai?"
Yaatri- "Ji, kahi pehla ticket kho jaye, to doosra kaam
aa jayega aur is prakaar jurmana nahi hoga|"
Checker- "Lekin agar dono kho jaye to?"
Yaatri- "Ussi sthiti se bachne ke liye
*-*-*-*-*-*-
Master- "Deepu, aadamkhor kaun hota hai?"
Deepu- "Mujhe nahi maaloom, master saahab|"
Master- "Agar tum maa-baap ko kha jao to tum kya kehlaoge?"
Deepu- "Yateem|"
*-*-*-*-*-*-
Adyapak- "Gopal batao, Rekha kise kehte hai?"
Gopal- "Ji, meri badi didi ko|"
*-*-*-*-*-*-
Premi- "Darling, ye soot jo
Premi- "Sabse pehle ise mere dada ne pehna,
phir mere papa ne, ab ise mai pehan raha hoon|"
*-*-*-*-*-*-
Premika- "Chalte waqt tumhara joota bahut shor
machata hai, shaayad yah chori ka hai?"
Premi- "Agar aisa hota to coat, patloon tatha
hat se bhi aisi aawaje nikalti|"
*-*-*-*-*-*-
Pita (gusse se)- "Car ka kya karega? Ishwar ne
Beta- "Break aur eksilator dabane ke liye|"
*-*-*-*-*-*-
Pati- "Kya baat hai, aadhe ghante me hi phone rakh diya,
baatein karne ko aaj koi topic nahi tha kya?"
Patni- "Wrong number lag
jaan na pehchaan, usse kya baatein karti?"
*-*-*-*-*-*-
Inspector- "Jis aadmi ne tumhe maara-pita,
kya tum uska huliya bayaan kar sakte ho?"
Santa- "Inspector saahab, mai uska huliya hi to
bayaan kar raha tha ki usne mujhe peetna shuru kar diya|"
*-*-*-*-*-*-
Ek aadmi- "Tumhara is ladke se kya rishta hai?"
Ladka- "Ji! bahut door ka rishta hai|"
Aadmi- "Phir bhi kya rishta hai?"
Ladka- "Ji! vah mera saga bhai hai|"
Aadmi- "To tum ise door ka rishta kyu batate ho?"
Ladka- "kyuki iske aur mere beech saat bhai aur hai|"
*-*-*-*-*-*-
Ek sharabi airport ke baahar khada tha|
Ek vardhidhaari yuvak udhar se gujra|
Sharabi- "Abe! ek Taxi le aao|"
Yuvak- "Andhe ho kya? Mai Pilot hoon,
Sharabi- "To naraz kyu hote ho, ek Jumbo Jet le aao|"
*-*-*-*-*-*-
Saali- "Abhi-abhi
mil gayi hai aur mai duty se vaapas aayi hoon|"
Jija- "Isliye tum thaki-thaki najar aa rahi ho|"
*-*-*-*-*-*-
Padosan- "Lekin mera khyaal tha ki tumhare pati
Mahila- "Mera bhi yahi khyaal tha|"
*-*-*-*-*-*-
Sohan- "Meri lakdi ki taang mujhe bahut dukh de rahi hai|"
Ramu- "Kamaal hai| Lakdi ki taang tumhe kaise
Sohan- "Aaj meri biwi ne vah taang mere sir par maar di|"
*-*-*-*-*-*-
Teacher- "Mujhe hairani hai ki tum akele itni
Ladka- "Ye saari galtiya
mere papa ne bhi isme meri sahayta ki hai|"
*-*-*-*-*-*-
Chota bacha pehle din school gaya| Shaam ko lauta to maa ne poocha- "School kaisa laga?"
*-*-*-*-*-*-
Santa- "Mujhe lakhpati banane ka shrey meri patni ko hai|"
Banta- "Acha! Aap pehle kya the?"
*-*-*-*-*-*-
Santa- "Kyu bhai, tumhare ghar me to naukrani thi|
Pehle vahi bartan maanjti thi, aaj tum khud bartan kyu maanj rahe ho?"
Banta- "
*-*-*-*-*-*-
Bandook chalane ki training di ja rahi thi|
Bandook ki goliya nishaane se idhar-udhar ja rahi thi|
Shikshak cheekha- "Kya kar rahe ho, goliya kaha ja rahi hai?"
Vidhyarthi ne upar dekha aur bola- "Jara dekhiye,
kaha ja rahi hai? Meri bandook se to thik hi nikal rahi hai|"
*-*-*-*-*-*-
Pati- "Tumne to mujhe kutta samajh rakha hai|"
Patni- "Bilkul nahi| Ab bhagwan ke liye bhaukna band karo|"
*-*-*-*-*-*-
Maa- "Vah uske shareer ke bheetar telephone karke pooch rahe hai ki andar kya-kya marj hai?"
*-*-*-*-*-*-
Santa- "Meri Priya se mangni toot gayi hai|
Usne mujhse shaadi karne se inkaar kar diya hai|"
Banta- "Tumne use apne lakhpati chacha ke baare
Santa- "Bataya tha|...Ab vah meri chachi hai|"
*-*-*-*-*-*-
Seeta- "To kya hua? Shaadi ke baad mai use
*-*-*-*-*-*-
Ek ladka baal pustakaalay ki adhyaksha ke paas
pahuncha aur chillakar bola- "Ai aurat,
mujhe taur-tarike sikhaane waali pustak do|"
*-*-*-*-*-*-
Do Neta jhagad rahe the to ek gusse me bola-
"Mujhe maloom hai, tum kiske haatho ki
katputli ho, kaun tumhe nacha raha hai?"
Doosra Neta phunkara- "Khabardar| Jo raajnaitik
bahas me meri biwi ko ghasita to acha nahi hoga|"
*-*-*-*-*-*-
Santa- "Meri patni ko make up me bada waqt lagta hai|"
Santa- "Jis din picture dekhne jaana hota hai,
mai subah patni se taiyaar hone ke liye bol deta
hoon aur second show ka ticket book kara leta hu|"
*-*-*-*-*-*-
Maa- "Tum bilkul naalayak ho| Apne pita se hi
tumhe kuch seekh lena chahiye|"
Santa- "Maa, unhone aisa kaun-sa kamaal kar diya hai?"
Maa- "Acha, tumhe maaloom nahi! Ache chaal-chalan
ke kaaran jail waalo ne unki saja maaf kar di|"
*-*-*-*-*-*-
'Bharat ek hai|' Vishay par ek netaji apne bhaashan
me bole- "Sajjano, jab mai Punjab gaya to waha log
No comments:
Post a Comment