In Chand Sitaron Mai Tera Chahra Nazar Aata Hai In Baharon Mai Tera Muskurana Yad Aata Hai Teri Awaj Sunai Deti Hai Is Rat Ki Khamoshi Mai Or In Nadmast Andheron Mai Tera Sharmana Yad Aata Hai Ik Mhithi Si Hawa Ka Jhoka Teri Chuoan Ka Ahsas Dila Jata Hai Or Kano Mai Teri Sasoan Ka Sangeet Suna Jata Hai Teri Masumiyat Yad Aati Hai Khilte Hua Phulon Ko Dhek Ker Or Dhek Ker In Ghataon Ko Teri Jhulphon Ka Lehrana Yaad Aata Hai Jab Mai Baithta Hun Akle Mai Teri Baten Yaad Aati Hai Tere Sath Guzari Vo Shame Yaad Aati Hai Tuze Chune Ka Ahsas Mai Phulon Ko Chukar Karta Hu Or Chum Kar In Phulon Ko Tera Pyar Yaad Kerta Hun Koi To Ho Aisi Bat Jisme Tera Ahsas Muzko Na Aaye Isliye Yaden Teri Muzko Itna Tadpaye Tu Har Pal Hai Sath Mere Ye Ahsas Bhi Muzko Hota Hai Phir Bhi Yaad Ker - Ker Ke Tuzko Na Jane Ye Dil Kyun Rota Hai Tu Basi Hai Meri Ankhaon Mai Mai Ansu Bhi Na Bahar Anne Dunga Ik Bar Aaja Bahon Mai Phir Na Kahin Jane Dhunga Khyabon Mai Na Jagah Koi Pal Bhar Mai Vo Udh Jate Hai Tu Basi Hai Meri Sasoan Mai Jo Marne Tak Sath Nibhati Hai Ye Khili – Khili Si Dhup Tera Rang Beta Jati Hai Ye Subah Pyari – Pyari Si Teri Sunderta Ke Gun Ga Jati Hai Tera Nam Sunai Deta Hai Muzko Jab Bhi Koi Awaz Aati Hai Or Tik – Tik Karti Ye Gadhi Muze Teri Dhadkane Suna Jati Hai. |
The INTERNET now has a personality. YOURS! See your Yahoo! Homepage.
http://premgarment.com/
No comments:
Post a Comment