*-*-*-*-*-*- Bhikhari- "Das paise ka sawaal hai baabu, das paise ka|" Baabu- "Wo to mai deta hoon, lekin pehle sawaal to poocho|" *-*-*-*-*-*- Shikshak- "Kya koi aadmi andhere me bhi dekh sakta hai?" Ek Chatra- "Haan Sir, meri mummy dekh sakti hai|" Chatra- "Kal raat cinema hall ke andhere me ve papa se kah rahi thi ki tumhari dhaadi bahut badh gayi hai|" *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-*-*- Bachi ko jor-jor se roti dekhkar maa ne poocha- "kyo roti ho?" Bachi- "Bhaiya ne meri gudiya tod di|" Bachi- " *-*-*-*-*-*- Ek Maa boli- "Galiyo me khel-khelkar bache Doosri Maa- "Haan, behanji| Ab dekho na, das bacho ke muh dhone pade, tab kahi jaakar mai apne guddu ko pehchaan payi|" *-*-*-*-*-*- Seeta- "Behan, bartan saaf karne ke liye sabse Geeta- " cheeje istmaal ki, par pati se acha kisi ko nahi paya|" *-*-*-*-*-*- Pati- "Mai ghante-bhar se tumhe samjha raha hoon aur tumhari samajh me baat nahi aa rahi hai| Tumhare dimaag me to gobar bhara hua hai|" Patni- "Aur aap use ghante-bhar se chaat rahe hai|" *-*-*-*-*-*- Master- "Rinku, kya kar rahe ho? Padh rahe ho kya?" Rinku- "Ji nahi Shrimaan, mai apki baat sun raha hu|" *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-*-*- Ek Sajjan ne ek saat varsheeya ladki se poocha- "Tumhare baal vaakai bahut sundar hai| Ye tumhe kisse mile hai, mummy se ya papa se?" Ladki- "Jaha tak mera khyaal hai, mujhe ye baal mere papa se mile hai, kyonki unke sir ke saare baal gaayab hai|" *-*-*-*-*-*- Patni- "Aap hi is company ki boss hai na?" Boss ne hairani se poocha- "Are! Aapne kaise anumaan lagaya?" *-*-*-*-*-*- School se lautne ke baad Santa ne maa ko bataya- "Lagta hai, hamari Teacher kabhi nahi nahati|" Maa- "Tumne aisa kaise samajha?" Santa- " bhi kaam nahi kiya, jo sabke saamne nahi kar sakti|" *-*-*-*-*-*- Nanhi bachi- "Dadiji, kya aap acting bhi karti hai?" Bachi- "Subah maa pitaji se kah rahi thi ki yadi aap yaha rahi to drama to jaroor hoga|" *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-*-*- Maa- "Itne dino se tum apne premi ke saath ghoom rahi ho, vah shaadi ke liye kuch nahi bolta, Beti- "Pata nahi maa, jyada samay vah mujhe *-*-*-*-*-*- Bus Driver Ramu ko apni seat par baitha dekhkar bola- "Are, utho shaitaan, meri seat par kyo baitha hai?" Ramu- "Driver uncle, mai sabse pehle aaya tha|" *-*-*-*-*-*- Jigyasu bache ne poocha- "Mummy, aap papa ko kaha mili?" Bacha- "Kya mai aapke saath tha?" Maa- 'Nahi, jab gayi thi to tum nahi the, lekin jab mai lauti to tum saath aaye the|" *-*-*-*-*-*- Adhyapika- "Jo kaam tumne nahi kiya, uske liye Rinki- "Dhanyavad Madam, aaj mai homework bhool gayi hoon|" *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-*-*- Adhyapak- "Kya tum kisi badi ladai ke baare me jaante ho? Ramesh- "Ji haan, lekin baat yah hai ki mummy ne ghar ki baate baahar batane se mana kiya hai|" *-*-*-*-*-*- Master- "Rakesh, suna hai, tumhare ghar me naya baby aaya hai?" Rakesh- "Ji, naya kyo kehte hai aap? Jab rota hai to aisa lagta hai ki barso se rona seekhta raha hai|" *-*-*-*-*-*- Maa- "Rinku, tum bure bacho ke saath kyo khelte ho, ache bacho ke saath kyo nahi khelte?" Rinku- "Maa, un ache bacho ki maatao ne apne bacho ko mere saath khelne se mana kar diya hai|" *-*-*-*-*-*- Chote bhai ne jawaab diya- "Meri shakal Papa par hai aur un dono ki shakal Maa par|" *-*-*-*-*-*- Santa- "Mai use thodi-si brandy doonga|" Parikshak- "Yadi us waqt aapke paas brandy na ho tab?" Santa- "To brandy dene ka aashvasan doonga|" *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-*-*- Master- "Batao, gadhe aur manushya me kya fark hai?" Vidhyarthi- "Manushya ko gadha kaha ja sakta hai, parantu gadhe ko manushya nahi kaha ja sakta|" *-*-*-*-*-*- Adhyapak- "Bacho, mil-julkar kaam karna achi baat hai|" Chaatra- "Lekin sir, pariksha me aap hi hame mil-julkar kaam nahi karne dete|" *-*-*-*-*-*- Santa- " Santa- " *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-*-*- Pati- "Abhi Reena ki shaadi ki jaldi hi kya hai? Bahut samay pada hai| Jab tak koi acha ladka na mil jaye, tab tak hame pratiksha karni chahiye|" Patni- "Pratiksha bhi kab tak ki ja sakti hai, jab mai Reena ki umra ki thi, tab mere ghar waalo ne hi acha ladka talaash karne ki koshish kaha ki thi|" *-*-*-*-*-*- Maa- "Beta, tumhaara office ka kaam kaisa chal raha hai| Sab thik to hai na?" Beta- "Mere neeche pachees aadmi kaam karte hai maa|" Maa khushi se- "To kya mera beta vaha bada Beta- "Nahi! Darahsal mai Upri manjil me kaam karta hoon|" *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-*-*- Putra- "Papa! Sadak banane me kin-kin cheejo ki jarurat hoti hai?" Putra- "Aapko mere sawaalo ke jawaab dene aa jaate|" *-*-*-*-*-*- Santa- "Ab mai kisi ladki ke saamne shaadi ki Banta- "Kyo... Kya phir kisi ne mana kar diya?" Santa- "Nahi yaar, ek ladki ne sweekar kar liya hai|" *-*-*-*-*-*- Mitra ne dekha to chaukkar bola- "Isme to saada kaagaj hai yaar|" Pati- "Haan| Aajkal hamaari bolchaal band hai| *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-*-*- Premi- "Chalo, cinema chalte hai| Pichli seat Premika- "Agar pichli seat ka ticket na mila to?" Premi- "To phir film hi dekh lenge|" *-*-*-*-*-*- Patni pyaar se- "Khaana ban Pati- "Burnol (antiseptic cream) hai ghar me?" *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-*-*- Santa- "Jis din meri patni aayi usi din mera khajaanchi mere kuch rupaye lekar bhaag gaya|" Banta- "Tum nahi jaante ki musibat kabhi *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-*-*- Ek khoobsurat stree jaasusi upanyaas padte-padte apne pati se poochne lagi- "yadi koi khoobsurat ladka mujhe bhagakar le jaye to tum kya karoge?" Pati- "Mai usse kahunga, khuda ke bande, bhagakar le jaane ki kya jarurat hai, aaram se le jao|" *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-*-*- Maa- "Beta, koyle nahi hai, roti kaise banegi?" Beta- "Chaaval bana lena, maa|" *-*-*-*-*-*- Seeta- "Hamaare ghar me saara saamaan imported *-*-*-*-*-*-
Thursday, April 29, 2010
[Hindi_Jokes] SUHANI KE SUHANE JOKES-51-52-53-54-55-56-57-58-59-60
__._,_.___
MARKETPLACE
.
__,_._,___
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment